Tujhe Dekha To Yeh Jaana Sanam Lyrics – Dilwale Dulhania Le Jayenge | Kumar Sanu | Lata Mangeshkar

Lyrics of Tujhe Dekha To Yeh Jaana Sanam

Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam

Aankhen meri sapne tere
Dil mera yaaden teri
Mera hai kya sab kuch tera
Jaan teri saanse teri
Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye
Muskurane lage sare gam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam

Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahun main kya karun
Ha tu samane baithi rahe
Main tujhe dekha karun
Tune aawaz di dekh main aa gayi
Pyar se hai badi kya kasam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum.

Leave a Reply

Prateek Sathe

Prateek is a witty blogger who is exploring the nuances of SEO. He knows some of coding and graphic designing as well.